Urdu Shayari
♥
Faqat tum se hi karta hun mein saari raaz ki baateN
Har ek ko daastan-e-dil suna kar kuchh nahin milta
♥
Ek wada hai kisi ka, jo wafaa hota nahin
Warna in taroN bhari raatoN mein kya hota nahin
♥
Is jahan mein kab kisi ka dard apnate hain log
Rukh hawa ka dekh kar aksar badal jaate hien log
♥
Return to Bikhre Moti






Nice shayri