(Akbar Allahabadi)
*
Afsos hai gulshan ko khizaan loot rahi hai
Shaakh-e-gul-e-tar shuukh ke ab toot rahi hai
Shaakh-e-gul-e-tar = Taza phool se ladi tehni/daal
*
is qaum se wo aadat-e-derina-e-ta’at
Bilkul nahi chhooti hai, magar chhoot rahi hai
Aadat-e-derina = purani aadat | Ta’at = farmabardari / ibadat
*
(click here for more kalam-e-Akbar Allahabadi)







Urdu shayri ka maidan kitna gahara hai