Aamir Surati
We would be extremely happy if you would tell others by pressing the share button below. 😀
Aamir Surati
♥♥♥
Fasl-e-gul ke aane se ya khizaa ke jaane se
Kaash.! muskura sakte, ham kisi bahaane se
Fasl e Gul = Springtime | Khizaa = Autumn | Kaash = I wish!
♥
Taqat apni manwaaye or, wo zamane se
Badhawaas hojaaye jo shikast kaane se
Badhwaas = Panicked | Shikast = Haar/Defeat
♥
Talib-e-masarrat ko, raaz ye batata hun
Hausla nikharta hai ranj-o-gham uthane se
Talib e Masarrat = Khushi ki tamanna karne wala/The desire of happiness
♥
[Read more…] about Aamir Surati : Kaash.! Muskura Sakte Ham Kisi Bahaane Se





