urdu poetry
Urdu Poetry : Lahu Ka Rang | Urdu Hindi
♥
Ye gali gali jo bahe lahu
Kise qatl karta hai roz tu
Tere khoon ka rang bhi laal hai
Ke ye sirf mera khayaal hai
Teri aas hasrat se jaa mili
Tujhe kis gunah ki raza mili
Teri aankh mein ye sawal hai
Ke ye sirf mera khayal hai
Bada khush hai khud ko ye mar ke
Wo fateh samajhta hai haar ke
Yehi aadmi ka sawaal hai
Ke ye sirf mera khayal hai
♥[urdu_text]
Urdu Poetry : Lahu Ka Rang
یہ گلی گلی جو بہے لہو
کسے قتل کرتا ہے روز تو
تیرے خون کا رنگ بھی لال ہے
کے یہ صرف میرا خیال ہے
تیری آس حسرت سے جا ملی
تجھے کس گناہ کی سزا ملی
تیری آنکھ میں یہ سوال ہے
کے یہ صرف میرا خیال ہے
بڑا خوش ہے خود کو یہ مار کے
وہ فتح سمجھتا ہے ہار کے
یہی آدمی کا سوال ہے
کے یہ صرف میرا خیال ہے
♥[/urdu_text]
Urdu Poetry : in hindi
ये गली गली जो बहे लहू
किसे क़त्ल करता है रोज़ तू
तेरे खून का रंग भी लाल है
के ये सिर्फ मेरा ख़याल है
तेरी आस हसरत से जा मिली
तुझे किस गुनाह की सजा मिली
तेरी आँख में ये सवाल है
के ये सिर्फ मेरा ख्याल है
बड़ा खुश है खुद को ये मार् के
वो फ़तेह समझता है हार के
यही आदमी का सवाल है
के ये सिर्फ मेरा ख्याल है
♥
Mazeed: Urdu Hindi Script | Bikhre Moti
Best poetry / shayari, urdu poetry, ghazal, ustad shayaro ke kalam, sher o shayri, mehfil e shayari.







Bohet Saaf our suthra chamekdar Mirror jo kay haalat per ghri girraft rakhtay hain